KYA LIKHUN KI TUM KHUSH HO
Kya likhun ki tu khush ho,
Kya sunau ke tum suno,
Kya sawal karu jiska jawab aaye,
Kya mazak karu jispar teri hassi aaye,
Kya na karun ki teri aankh na bhar aaye,
Kya sochun ki tu yaad na aaye,
Kisse kaaid karun lakierien kismet ki, kit u chodd kar na jaye,
Kaisa karun wadda jo tujhse todda na jaye,
Tarron ko nochun , ki haath phelaun khudda ke darr par,
Kismatt ko kossun , ki sab se mangu mahobatt ke haq se,
Kuch to batao , kuch to kaho, koi to do ishara,
Ab kisse mangu , ki tu mill jaye,
Bas tu mill jaye….aur kabhi chodd ke na jaye….
~~~~TANUJ KUMAR DOGRA~~~~

Comments
Post a Comment