uski batton mein apne fasane dhundta raha
Uski baton mein, apne fassane dhundta raha,
Nadaan tha mein, guzrre zamane dhundta raha....
Gar hota wo sath hamare, to zindagi talash lete,
Par abb to veeraniyon mein chupne ke thikane dhndta raha...
wakif na tha uski shayer-e-peymana ankhon se,
Mein uski galiyon meykhane dhundta raha....
Wo kya janne humko yaad aane wale,
Mein hun ki hasnne ke bahane dhunda raha...
Intezar hai izhar-e-ishq ka, dosti ke baad,
Tab se mein jeene ke bahane dhundta raha....
~~~TANUJ KUMAR DOGRA~~~

Comments
Post a Comment